‘Pathaan’ Shah Rukh Khan’s 12 unforgettable dialogues

Priyamm Dangi

 Jan 28, 2023

Pathaan(2023)

“Party Pathaan ke ghar rakhoge toh mehmaan nawazi ke liye Pathaan toh aayega”

Ae Dil Hai Mushkil(2016)

“Ek tarfa pyaar ki takat hi kuch aur hoti hai. Aur rishton ki tarah do logon mein nahi bantati, Sirf mera haq hai ispe, sirf mera..”

Chennai Express (2013)

“Don’t underestimate the power of a common man”

Jab Tak Hai Jaan (2012)

“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, teri hansii ki beparwah gustaakhiyaan, teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan… nahi bhoolunga main, jab tak hai jaan”

Om Shanti Om (2007)

“Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho toh puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai”

Kal Ho Naa Ho (2003)

“Pyaar toh bahut log karte hai… Lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum jo nahi ho”

Devdas (2002)

“Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai…”

Kuch Kuch Hota Hai (1998)

“Hum ek baar jeete hain, ek baar marte, shaadi bhi ek baar hoti hai aur pyar bhi ek baar hota hai.”

Kuch Kuch Hota Hai (1998)

“Pyar dosti hai, agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, toh main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta”

DDLJ (1995)

“Agar yeh tujhe pyar karti hai to yeh palat ke dekhegi…palat palat” 

Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)

“Bade bade deshon mein aisi choti choti baatein hoti rehti hai, Senorita”

Baazigar (1993)

“Haar ke jeetne wale ko hi baazigar kehte hai”