Happy birthday, Manoj Bajpayee! Revisiting the actor’s 7 iconic dialogues 

Priyamm Dangi

Apr 23, 2023

The Family Man (2019)

“Sab chahte hai ki sach unke sath rahe, par sach ke sath koi nahi rehna chahta”

Saat Uchakkey (2016)

“Achievementon ka na koi shortcut nahi hota. Bas naik iraade aur mazboot hausle hone chahiye, bas phir cycle gol gol hi sahi, manzil pe pahunch hi jayegi ek din”

Shooutout at Wadala (2013)

“Badshah ki gali mein aake uska pata nahi poochte… Ghulamo ke jhuke hue sarr khud ba khud raasta bata dete hai.”

Gangs of Wasseypur (2012)

"Maarenge nahi sale ko, keh ke lungi uski"

Aarakshan (2011)

“Aap the zero, hai zero, aur aap hamesha rahenge zero”

Rajneeti (2010)

“Aasman mein thukne wale ko shayad ye pata nahi hai ki palat ke thuk unhi ke chehre par giregi”

Zubeidaa (2001)

“Sau chaand bhi chamkenge toh kya baat banegi. Tum aaye ho toh is raat ki aukaad banegi”

Satya (1998)

“Mumbai ka king kaun? … Bhiku Mhatre”